Type Here to Get Search Results !

Dhaga Ye Tute Na Ye Dhaga | TVF Aspirants Song Lyrics in Hindi

0

Dhaga Ye Tute Na Ye Dhaga Lyrics

Haule se sirhane mein
Rakhkar yeh yaadein
Mere mann ki jholi mein 
Chodkar yeh yaadein

Aankhon se ojhal
Ho na jaana tu saathi
Udta sa baadal ho na jaana

Dhaaga yeh toote na yeh dhaaga
Barso ki yaadon ka yeh dhaaga
Dhaaga yeh toote na yeh dhaaga
Naazuk se vaado ka yeh dhaaga

Toota jo main
Tune aakar jode
Tere haathon se main bana tha
Tera tha jo 
Hua jab mera woh
Laga tere bina adhoora
Duniya yeh meri
Tujhse hi thi poori
Jaana yeh lekin
Der se jaana

Dhaaga yeh toote na yeh dhaaga
Barso ki yaadon ka yeh dhaaga
Dhaaga yeh toote na yeh dhaaga
Naazuk se vaado ka yeh dhaaga

Post a Comment

0 Comments